Friday 3 March 2017

Khuda ki mohabbat

Khuda ki mohabbat ko fana kaun karega?
Sabhi bande nek ho to gunaah kaun karega?
Ae khuda mere dosto ko salamat rakhna
Warna meri salamati ki dua kaun karega
Aur rakhna mere dushmano ko bhi mehfooz
Warna meri tere paas aane ki duaa kaun karega....!!!

No comments:

Post a Comment